Thursday, October 22, 2009

Telenor Free internet in symbiance.

sab se pehlay Menu > Tools > Settings > Connection > Access points mein jayen,

yahan apko telenor ke access points dhik rahay hain agar apkay pas nahi hain phir aap ALL likh kar 131 pe send kardein....ab Telenor pe click karein,



ab access point name pe Options > Change pe click karein....ab apkay pas ye screen ayega isko minimize karde...




ab menu mein Ucweb browser kholen...agar apkay pas Ucweb Symbian Browser nahi phir aap wap.ucweb.com se Ucweb download karein..
settings mein ja kar default access point pe Telenor select kardein aur save kardein...
ab Ucweb se Enter Address mein www.google.com.pk kholen...

ab isko minimize kar ke dubara access point name settings pe aa kar internet ke bajaye mms likh kar ok kardein aur back, back kar ke exit hojayen settings se...
ab connection manager open kar ke net disconnent karein....

disconnect kar ke direct(ussi waqt) Ucweb ko maximize karein... * ka button daba kar google walay page ko refresh karein ... net dubara connect hoga..aur apka internet free hojayega.....sirf ek bar Telenor (internet access point name se connect karne mein) 1 rupiya kattega..

Enjoy..

0 comments:

Post a Comment